Funny Sher Or Shayari SMS
Arz kiya hai… “ikhtiyaar-e tarannum se tabassum ki roshni ko jala dena” wah, wah, wah . . . . . jab yeh line samajh me aaye to plz mujhe bhi samjha dena!. gm
Arz kiya hai: Ki ruthe hai aise wo humse, Jaise hum sach mein unhe mana lenge… Itna waqt kaun barbaad kare, itne mein to hum dusri pta lenge… Wah Wah Wah Wah
Continue reading about Arz kiya hai: Ki ruthe hai aise wo humse…
Pani dekh kar pyas lagti hai, koi shadi dekh kar hame bhi aas lagti hai, hum logo ko kaise sanjhaye, har ladki ki maa hume, “SAAS” lagti hai…
Na jane wo hamse kya chupati thi, kuch tha uske hoton par, magar na jane kyu sharmati thi, ek roz wo hasi to pata chala, wo GUTKHA khati thi…
In Ankho se sapne churaya na karo.. Hamari Dosti ko Aap Azmaya na karo.. Aap ke ek SMS pe 100 call kar doo.. Bas Aap Phone Uthaya na karo..
Zara-zara kar ke teri yadon ka mahal banate hai, Zara-zara kar ke teri yadon ka mahal banate hai, illgal construction keh ke MCD wale tod jate hai.
Continue reading about Zara-zara kar ke teri yadon ka mahal banate hai…
Arz kiya hai:- hame to “SMS” ne loota, call me kahan dam tha, mere “SMS” bhi wahan pahunche, jahan ‘balance’ kam tha….!!! Wah Wah Wah Wah
Haseen tum ho to bure hum bhi nahi, mehlo me tum ho to sadak pe hum bhi nahi, dosti karke kehto ho busy ho, kan khol ke sun lo VELLE hum bhi nahi.
Bakwaas shayari:-D Tumhari Yaad Me hum Is Kadar Rote He.., Tumhari Yaad Me hum Is Kadar Rote He.., ki Padosi bhe Hamare Aansuon Se Bartan Dhote Hai….
Continue reading about Bakwaas shayari Tumhari Yaad Me hum..
Hr jalte dipak tale andhera hota h. Hr rat k piche ek savera hota h. Log dar jate h musibt ko dek kr Are Darega Kaun Nai Jb Pagal Kutta Pche Hota h
Recent Comments